Yeh Desh Humara Hai Lyrics

manchitar par kitna sundar desh hamara hai aao iski sair kare aankho ka tara hai ye desh hamara hai ye desh hamara hai ye desh hamara hai ye desh hamara hai manchitar par kitna sundar desh hamara hai aao iski sair kare aankho ka tara hai ye desh hamara hai ye desh hamara hai ye desh hamara hai ye desh hamara hai isi kile se chatrpati ji tut pade the dushman par unka hi vaykitav ghumta raha manakavi bhushan par chatar pal ne kavi bhushan ko ek anutha man diya ek anutha man diya mantar mughd hai ye par sang bhi kitna pyara hai mantar mughd hai ye par sang bhi kitna pyara hai ye desh hamara hai ye desh hamara hai ye desh hamara hai ye desh hamara hai isi bambai se gandhi ji tilak gokhle mahke the sach pucho to angrejo ke pair yahi se ukhde the aazadi lekar hi chode pran hamare bapu ne pran hamare bapu ne aaj tarakki ki manzil ki or sitara hai aaj tarakki ki manzil ki or sitara hai ye desh hamara hai ye desh hamara hai ye desh hamara hai ye desh hamara hai hath me thi talwar peeth par balak lekar nikli thi aandhi or tufan se badhkar jhansi wali rani thi rajguru sukhdev chandar sekhar ko bhul nahi jana unko bhul nahi jana jaliyawala bag tirth sathan hamara hai jaliyawala bag tirth sathan hamara hai ye desh hamara hai ye desh hamara hai ye desh hamara hai ye desh hamara hai agar chahte veer bhakat singh le lete dushman ki jan inkalab ka nara dene wale ki thi ye pahchan vidya aur thi jivha apne logo ne hi pran liya logo ne hi pran liya bismilla asfak ulla se katil hara hai bismilla asfak ulla se katil hara hai ye desh hamara hai ye desh hamara hai ye desh hamara hai ye desh hamara hai rana ke bacho ko roti ghas ki bhi to nahi mili aasman ki chadar bistar pathrili hi jami mili bandh saki na kabhi gulami ki janjir rana ko ye janjire rana ko bharat mata ka ye beta bada dulara hai bharat mata ka ye beta bada dulara hai ye desh hamara hai ye desh hamara hai ye desh hamara hai ye desh hamara hai neta ji ke hunkaro se angrejo ki nind udi neta ji ke fauladi se sena thi yaro khub ladi neta ji ka nam hamare khun ko garmi deta hai khun ko garmi deta hai gaav gaav me gunj raha jaihind ka nara hai gaav gaav me gunj raha jaihind ka nara hai ye desh hamara hai ye desh hamara hai ye desh hamara hai ye desh hamara hai nehru ji ne damandeep aur gova me aazadi li sikkam ki janta ko indra gandhi ne aazadi di rajwado ko prem sutar me ballab bhai ne bandha ballab bhai ne bandha lala ji ke lahu ne pyare desh sawara hai lala ji ke lahu ne pyare desh sawara hai ye desh hamara hai ye desh hamara hai ye desh hamara hai ye desh hamara hai pond raj ki durgawati rani bahadur thi aadiwasiyo ki devi wo neta aur bhawani thi tara ke the veer kuwar singh ji sher babbar kahlate the sher babbar kahlate the chun chun kar anyayiyo ko dono ne mara hai chun chun kar anyayiyo ko dono ne mara hai ye desh hamara hai ye desh hamara hai ye desh hamara hai ye desh hamara hai keral ke madhyam menan karnatak ke teepu sultan tamil ke gopal kesh vanchi sunlo gunji thi shan aur udisa ke murlidhar panda ka tum nam likho panda ka tum nam likho nav parbhat ko ambedkar ne sawara hai nav parbhat ko ambedkar ne sawara hai ye desh hamara hai ye desh hamara hai ye desh hamara hai ye desh hamara hai is ghar ka himgir rakshak hai sagar ki uthti lahre amrit ki dhara bahti hai ganga jamuna ke jal me kashmir ki hawa hamari tabiyat ko rang jati hai tabiyat ko rang jati hai kahne ka ye matlab hai sukh vaibhav sara hai kahne ka ye matlab hai sukh vaibhav sara hai ye desh hamara hai ye desh hamara hai ye desh hamara hai ye desh hamara hai lakho aur karodo ne jab tyag kiya sab kuch apna tab jakar bharat maa ne pahna aazadi ka gahna is gahne ki raksha bache budhe aur jawan kare budhe aur jawan kare bhaichara sabhi nibhaye tabhi gujara hai bhaichara sabhi nibhaye tabhi gujara hai ye desh hamara hai ye desh hamara hai ye desh hamara hai ye desh hamara hai shardha bhakti se naman karo sab milkar un sab veero ko khel gaye jo jan pe hanste hanste veer sahido ko aazadi ki sanse un sabki hi saman dharohar hai sabki hi saman dharohar hai un par nyauchawar apna ye jiwan sara hai un par nyauchawar apna ye jiwan sara hai ye desh hamara hai ye desh hamara hai ye desh hamara hai ye desh hamara hai ye desh hamara hai ye desh hamara hai ye desh hamara hai ye desh hamara hai