Haste Khelte Lyrics

hey pal yahi hai masti ke geet chhed do khushi ke din gujaro zindagi ke hanste khelte, hanste khelte ae pal yahi hai masti ke geet chhed do khushi ke din gujaro zindagi ke hanste khelte, hanste khelte itna bhi man aazad na ho farz bhi tumko yaad na ho jivan ye barbad na ho dekho hanste khelte, hanste khelte are pal yahi hai masti ke geet chhed do khushi ke din gujaro zindagi ke hanste khelte, hanste khelte o meri kismat hai tum mujhko mil gaye man ke virano me khil gaye jadu teri aankho se kya chal gaye mausam rango me ye dhal gaye kat jaye yu hi ye safar umar ka hanste khelte, hanste khelte ae pal yahi hai masti ke geet chhed do khushi ke din gujaro zindagi ke hanste khelte, hanste khelte hai jag ki reet yahi haar kabhi jeet kabhi biti huyi gham ki ghadi yaad na kar meet kabhi gaao bhai tum logo bhi gaao na are hai jag ki reet yahi haar kabhi jeet kabhi kya hai maja jeene ka gujre agar ye dukh hi jhelte are pal yahi hai masti ke geet chhed do khushi ke din gujaro zindagi ke hanste khelte, hanste khelte o itna bhi man aazad na ho farz bhi tumko yaad na ho jivan ye barbad na ho dekho hanste khelte, hanste khelte o yaari jinse hai hum unke yaar hai dilwale hai hum dildar hai ho hone bhi do hum se jo bedar hai hum to karte sabko pyar hai kahta hai koi kuch bhi jeeyenge hum hanste khelte, hanste khelte are pal yahi hai masti ke geet chhed do khushi ke din gujaro zindagi ke hanste khelte, hanste khelte pal yahi hai masti ke geet chhed do khushi ke din gujaro zindagi ke hanste khelte, hanste khelte hanste khelte, hanste khelte