One Rupee Ten Rupees Lyrics

om bhakti rupi shakti rupi, mukti rupi one rupee, ten rupee hunderd rupee, thousand rupee om shanti om shanti om shanti shanti shanti ho jiske pass hai daulat uski jahan me ijjat uske liye pasina uske liye mohabbat ha jiske pass hai daulat uski jahan me ijjat uske liye pasina uske liye mohabbat duniya daulat walo ki ye duniya daulat walo ki duniya daulat walo ki ye duniya daulat walo ki ho jiske pass hai daulat uski jahan me ijjat uske liye pasina uske liye mohabbat hey jiske pass hai daulat uski jahan me ijjat uske liye pasina uske liye mohabbat duniya daulat walo ki ye duniya daulat walo ki duniya daulat walo ki ye duniya daulat walo ki vishnu bhagwan ko bhi to lakshmi lagti hai pyari dhanwano ke kadmo par jhukti hai duniya sari daulat wala kahe to jannat ka dwar khulega chahe dhanwan agar to aake bhagwan milega daulat wala kahe to jannat ka dwar khulega chahe dhanwan agar to aake bhagwan milega abhimaan me tum daulat ke insaan ko yu na girao, daulat ki puja kar ke bhagwan ko yu na girao, abhimaan me tum daulat ke insaan ko yu na girao, daulat ki puja kar ke bhagwan ko yu na girao, o kahte hai jisko mehnat naam usi ka kismat taaj aur hai janta mehnat ki hi murat duniya mehnat walo ki ye duniya mehnat walo ki duniya mehnat walo ki ye duniya mehnat walo ki o kahte hai jisko mehnat naam usi ka kismat taaj aur hai janta mehnat ki hi murat duniya mehnat walo ki ye duniya mehnat walo ki duniya daulat walo ki ye duniya daulat walo ki duniya mehnat walo ki ye duniya mehnat walo ki bhakti rupi, shakti rupi mukti rupi, one rupee ten rupee, hunderd rupee thousand rupee shanti shanti shanti nirdhan seva ke liye hai seva hi karte rahenge ha dhanwano ki chaukhat par maatha hi ragadte hi rahenge pee pee kar khum humara daulat wale akade hai mehnat ki buniyado par daulat ke mahal khade hai pee pee kar khum humara daulat wale akade hai mehnat ki buniyado par daulat ke mahal khade hai sare kal karkhane dhanwano ne banaye agar dhanwan na ho kaun roti khilaye sare kal karkhane dhanwano ne banaye agar dhanwan na ho kaun roti khilaye kaha se aayegi roti hum jo hal na chalaye kaha se aayenge kapde hum jo mil na chalaye daulat wale khate hai mehnat walo ki kamai humne dhanwan banaye humko hi aankh dikhai duniya mehnat walo ki ye duniya mehnat walo ki duniya mehnat walo ki ye duniya mehnat walo ki kahte hai jisko mehnat naam usi ka kismat taaj aur hai janta mehnat ki hi murat jiske pass hai daulat uski jahan me ijjat uske liye pasina uske liye mohabbat duniya daulat walo ki ye duniya daulat walo ki duniya mehnat walo ki ye duniya mehnat walo ki duniya daulat walo ki ye duniya daulat walo ki duniya mehnat walo ki ye duniya mehnat walo ki