Is Man Ki Ik Thes Lagi Lyrics
is man ki ek thes lagi haye is man ki ek thes lagi haye
  chan se ye dharpan chan se ye dharpan tut gaya 
  is man ki ek thes lagi haye is man ki ek thes lagi 
  ye mere gito ke mukhade ye mere gito ke mukhade 
  tute hue siso ke tukade mai in ko na joad saki haye
  mai in ko na joad saki haye aaina hath se chhuat gaya haye
  is man ki ek thes lagi haye is man ki ek thes lagi 
  
  nayi nayi rat din ki paheliya nayi nayi rat din ki paheliya 
  mai akeli kitni saheliya nayi nayi rat din ki paheliya 
  mai akeli kitni saheliya mai akeli kitni saheliya
  hoye dukho ko chhoad ke khusiyo ka matlab puch ke
  hoye dukho ko chhoad ke khusiyo ka matlab puch ke
  sawan gaye patjhad gaye in saheliyo ko puch ke
  mere man se kare atheliya mai akeli kitni saheliya
  mai akeli kitni saheliya nayi nayi rat din ki paheliya 
  mai akeli kitni saheliya nayi nayi rat din ki 
  
  sapna salona hai sapna salona hai
  tan man hai kya bas mati ka koi khilona hai
  sapna salona hai sapna salona hai
  bite dino biti raato ko bite dino biti raato ko
  karke yaad sabhi baato ko 
  hasna hai rona hai hasna hai rona hai
  sapna salona hai sapna salona hai
  tan man hai kya bas mati ka koi khilona hai
  sapna salona hai sapna salona hai
                            
                            
                        