Hum Kya Hai Ye Tumne Jaan Liya, Tum Kya Ho Ye Humne Jaan Liya Lyrics
hum kya hai ye tumne jan liya
tum kya ho ye humne jan liya
hum kya hai ye tumne jan liya
ho tum kya ho ye humne jan liya
jaise bichhadi to ruho ne
ek duje ko pehchan liya
hum kya hai ye tumne jan liya
tum kya ho ye humne jan liya
do dosto ki mit gai duri
bujh gai man ki pyas adhuri
do dosto ki mit gai duri
bujh gai man ki pyas adhuri
takdir ne do diwano par
itna bada ahsan kiya
hum kya hai ye tumne jan liya
tum kya ho ye humne jan liya
yun hi gale se tumko laga ke
jina hai sari duniya bhula ke
yun hi gale se tumko laga ke
jina hai sari duniya bhula ke
yu hi gale se tumko laga ke
jina hai sari duniya bhula ke
ab aandhi chale tufan uthe
jo than liya sau than liya
hum kya hai ye tumne jan liya
tum kya ho ye humne jan liya