Ban Ke Nazar (Part-2) Lyrics
banke najar dil ki juba
  kahne lagi ek dasta
  banke najar dil ki juba
  kahne lagi ek dasta
  
  jane kaisa hai ye afsana
  jane kaisa aaya ye jamana
  jane kaisa hai ye afsana
  jane kaisa aaya ye jamana
  are tu bhi to anjan hai
  mai bhi to anjan hai
  tu bhi kuch hairan hai
  mai bhi kuch hairan hu
  na jane kya kya bate hui
  tere mere darmaya
  banke najar dil ki juba
  kahne lagi ek dasta
  
  aisa lagta hai ye sitare
  jaise karte hai kuch ishare
  aisa lagta hai ye sitare
  jaise karte hai kuch ishare
  are na aankho me nind hai
  na dil me karar hai
  kya ho jaye kya pata
  koi etbar hai
  ek ye umar duje ye rat
  uspe sitam se shama
  banke najar dil ki juba
  kahne lagi ek dasta
  banke najar dil ki juba
  kahne lagi ek dasta
                            
                            
                        