Watan Ki Aabru Par Jaan Denewale Jage Hai Lyrics

watan ki aabru par jaan dene wale jage hai hamare desh ke bache zamane bhar se aage hai leke sar hatheli par ye nanhi nanhi jane aaj chali hai dunia se ye zulm ka naam mitane aaj chali hai dunia se ye zulm ka naam mitane ye zulm ka naam mitane leke sar hatheli par ye nanhi nanhi jane aaj chali hai dunia se ye zulm ka naam mitane ye zulm ka naam mitane gandhi ji ki aath shakti, nehru ji ke atal irade gandhi ji ki aath shakti, nehru ji ke atal irade dil me lekar aaj chale hai ye bharat ke matwale ye bharat ke matwale, ye bharat ke matwale leke sar hatheli par ye nanhi nanhi jaane aaj chali hai dunia se ye zulm ka naam mitane ye zulm ka naam mitane