Tere Dil Mein Bhi Kuch Kuch Kya Hota Hai Kabhi Lyrics
o tere dil mein bhi kuch kuch kya hota hai kabhi
  jo tere dil mein hai kuch kuch woh hoga na abhi
  la la la la la la la
  tere dil mein bhi kuch kuch kya hota hai kabhi

  aisi kya hai majburi jo reham tujhe na aaye
  tu jab bhi mujhe milata hai bas yahin baat dohraye

  are pyaar nahi hai julm koyi ye krte hai sabhi
  jo tere dil mein hai kuch kuch woh hoga na abhi
  
  la la la la la la la
  
  kya kahegi aakhir duniya tu samajhe na deewane
  ab aur na chal payenge jalim ye tere bahane
  kya kahegi aakhir duniya tu samajhe na deewane
  ab aur na chal paayenge jaalim yeh tere bahane
  aisi bhi kya jldi hai milenge phir kabhi