Kiya Hai Pyar Jise Jindagi Ki Tarah Lyrics
kiya hai pyar jise humne zindagi ki tarah kiya hai pyar jise humne zindagi ki tarah wo aashna bhi mila humse ajnabi ki tarah kiya hai pyar jise humne zindagi ki tarah kise khabar thi badhegi kuch aur tariqi kise khabar thi badhegi kuch aur tariqi chupega wo kisi badli mein chandni ki tarah wo aashna bhi mila humse ajnabi ki tarah kiya hai pyar jise humne zindagi ki tarah badha ke pyaas meri usne hath chhod diya badha ke pyaas meri usne hath chhod diya wo kar raha tha muravvat dillagi ki tarah wo aashna bhi mila humse ajnabi ki tarah kiya hai pyar jise humne zindagi ki tarah sitam to ye hai ke wo bhi na ban saka apna sitam to ye hai ke wo bhi na ban saka apna qabul humne kiye jiske gam khushi ki tarah wo aashna bhi mila humse ajnabi ki tarah kiya hai pyar jise humne zindagi ki tarah kabhi na socha tha humne qatil uske liye kabhi na socha tha humne qatil uske liye karega hum pe sitam wo bhi har kisi ki tarah wo aashna bhi mila humse ajnabi ki tarah kiya hai pyar jise humne zindagi ki tarah humne zindagi ki tarah humne zindagi ki tarah