Neend Ke Gao Me Lyrics

neend ke gaon mein aaj yaado ka bazaar hai neend ke gaon mein aaj yaado ka bazaar hai neend ke gaon mein aaj yaado ka bazaar hai neend ke gaon mein aaj yaado ka bazaar hai khil khilate huye apna daman uthate huye bachcho ke panw ki dhul ka kaarwan gaon ki har gali apne pairon ka zanjeer hai gaon ka har makaan apne raste ki diwar hai neend ke gaon me aaj yaado ka bazaar hai neend ke gaon mein aaj yaado ka bazaar hai neend ke gaon mein aaj yaado ka bazaar hai neend ke gaon mein aaj yaado ka bazaar hai neend ke gaon mein aaj yaado ka bazaar hai ek anguhha lipete huye waqt baitha hain dehliz par baans ke jhund se bachti huye reh guzar okali ke kinaare pe bithi buju karti mashjid ke ek minaar par kabki atki hui ek ajaan jiska sannata talwar ki dhaar hai neend ke gaon mein aaj yaado ka bazaar hai neend ke gaon mein aaj yaado ka bazaar hai neend ke gaon mein aaj yaado ka bazaar hai neend ke gaon mein aaj yaado ka bazaar hai neend ke gaon mein aaj yaado ka bazaar hai main bhi bargad ke saayein mein baithi huyi apni yaado ki parchhaiya bechlo mere lafzo mein hai us needasi kahani ka ras jis pe chalta na tha kachche aangan ka bas nimkiyo ke kade satlade jo na jaane the kis ke liye aaj bhi kis kadar yaad hai neend ke gaon mein aaj yaado ka bazaar hai neend ke gaon mein aaj yaado ka bazaar hai neend ke gaon mein aaj yaado ka bazaar hai neend ke gaon mein aaj yaado ka bazaar hai neend ke gaon mein aaj yaado ka bazaar hai