Honge Kai Raaz Tumhare Lyrics
honge kai raaz humare
  are honge kai raaz tumhare
  honge kai raaz humare
  are honge kai raaz tumhare
  tum bhi na puchhna humse
  hum bhi na puchhenge tumse
  bite din dono ne kaise kaha gujare
  honge kai raaz humare
  are honge kai raaz tumhare
  tum bhi na puchhna humse
  hum bhi na puchhenge tumse
  bite din dono ne kaise kaha gujare
  
  kis liye kal ka rona
  ho gaya jo tha hona
  l l la la
  kis liye kal ka rona
  ho gaya jo tha hona
  aaj me hi zindagi
  ha ha ha ha
  aaj ka din tum na khona
  tum hume lagte ho pyare
  hum tumhe lagte hai pyare
  ayiya ya y ya y ya y ya ya
  honge kai raaz humare
  ha honge kai raaz tumhare
  tum bhi na puchhna humse
  hum bhi na puchhenge tumse
  bite din dono ne kaise kaha gujare
  
  sabko hai pyar jaruri
  pyar ko yaar jaruri
  la l la la
  sabko hai pyar jaruri
  pyar ko yaar jaruri
  saathi bina zindagi ki
  ha ha ha ha
  har khushi hai adhuri
  tum hume dena sahare
  hum tumhe denge sahare
  ayiya ya y ya y ya y ya ya
  honge kai raaz humare
  are honge kai raaz tumhare
  tum bhi na puchhna humse
  hum bhi na puchhenge tumse
  bite din dono ne kaise kaha gujare
                            
                            
                        