Seene Mai Agar Dil Hai Lyrics
?aapki chah aapka pyar aur aapke pasand kadam kadam pe ek samay ki tarah meri raahe ujala karti rahegi sath hi ye gujarish bhi karunga tumse bichdu to na jeene ki koi sakl rahe itna chaho na mere chahne walo mujhko aur chalte chalte ye bhi kahunga ek roj main har aankh se chhup jaunga lekin dhadkan me samaya hua har dil me rahunga duniya mere geeto se mujhe yaad karegi uth jaunga fir bhi isi mahfil me rahunga ab ijajat de namskar seene me agar dil hai to fir dard bhi hoga tere dard me samil koi humdard bhi hoga seene me agar dil hai to fir dard bhi hoga tere dard me samil koi humdard bhi hoga seene me agar dil hai hans hans ke jalte hain mohbbat ke ye charag hans hans ke jalte hain mohbbat ke ye charag rang kya kya badalte hain badle ke gahre daag rang kya kya badalte hain badle ke gahre daag daago me chupa koi jawa mard bhi hoga daago me chupa koi jawa mard bhi hoga seene me agar dil hai to fir dard bhi hoga tere dard me samil koi humdard bhi hoga seene me agar dil hai kat jate hain patthar bhi chahat ke kanch se kat jate hain patthar bhi chahat ke kanch se tapte huye hotho ki halki si aanch se tapte huye hotho ki halki si aanch se tera chehra kabhi surkh kabhi jard bhi hoga tera chehra kabhi surkh kabhi jard bhi hoga seene me agar dil hai to fir dard bhi hoga tere dard me samil koi humdard bhi hoga seene me agar dil hai to fir dard bhi hoga tere dard me samil koi humdard bhi hoga seene me agar dil hai