Prem Doot Aaya, Prem Sandesha Laaya Lyrics

prem dut aaya prem sandhesha laya prem dut aaya prem sandhesha laya mere sath sath chale din rat usi ka saya saya aaya prem dut aaya prem sandhesha laya mere sath sath chale dil rat usi ka saya saya aaya uske milne se pahle mai anjan thi uske milne se pahle mai anjan thi aisi diwani kab ye jawani thi sidhi sadhi si har ek kahani thi prem dut aaya kali ko phul banaya bhawre sa lahraya mere sath sath chale din rat usi ka sayasaya aaya prem me aisa hota hai sab kahte hai naina sundar sapne dekhte rahte hai prem me aisa hota hai sab kahte hai naina sundar sapne dekhte rahte hai pyase man me pyar ke sagar bahte hai prem dut aaya prem dut aaya prem ka geet sunaya prem ka jadu chalaya mere sath sath chale din rat usi ka saya saya aaya prem dut aaya koi nagan thi na koi sapera tha kitna suna suna jiwan mera tha koi nagan thi na koi sapera tha kitna suna suna jiwan mera tha man mandir me kaisa ghor andhera tha prem dut aaya prem ka deep jalaya prem ka dard jagaya mere sath sath chale din rat usi ka saya saya aaya