Ghustakhi Maaf Ho Lyrics
aankho me teri jadu sanso me teri khusbu bato me wo kashish hai dil pe rahe na kabu tere shabaab ke hai charche jaha me harsu manjur hai mujhe bhi sabse hasin hai tu surat ke jaisi teri sirat magar kaha gustakhi maaf ho aye jane jaha gustakhi maaf ho jane jaha jane jaha jane jaha gustakhi maaf ho aye jane jaha gustakhi maaf ho mausam ke jaise dekhe so rang maine tere kal sham tu juda thi kuch or hai savere shabnam samajh ke tujhko ungli se jab chua hai shola hai janeman tu mehsus tab hua hai kisse kahe ye mushkil dusman hai apna hi dil koi bhi zor ispe chalta nahi yaha gustakhi maaf ho aye jane jaha gustakhi maaf ho jane jaha jane jaha jane jaha gustakhi maaf ho aye jane jaha gustakhi maaf ho yu nigahe na chura mast nazro ki kasam aye meri janewafa tujhko aaho ki kasam mai to tha ek aawara teri julfo ki kasam teri chahat ne mara tere jalwo ki kasam aaj khamosh na reh surkh hotho ki kasam dil me jo bat hai keh tujhko wado ki kasam pyar badnam na ho bake jajbo ki kasam sar pe ilzam na ho apne sajdo ki kasam aa bhi ja paas mere behte ashko ki kasam mai bharose hu tere dil ke rishto ki kasam kehta hai ye diwana apni kasam nibhana dushman bana jamana hai apna imtiha gustakhi maaf ho aye jane jaha gustakhi maaf ho jane jaha jane jaha jane jaha gustakhi maaf ho aye jane jaha gustakhi maaf ho ulfat ke dushmano ko rakhe khuda salamat sabki jo khair mange hai wo dua mohabbat naraj hai tu mujhse par mai khafa nahi hu sunle aye mere dilbar mai bewafa nahi hu apno se nahi hote is tarah badguma gustakhi maaf ho aye jane jaha gustakhi maaf ho jane jaha jane jaha jane jaha gustakhi maaf ho aye jane jaha gustakhi maaf ho tode jo har nashe ko wo yar ki sada hai dunia ko jo bhulade wo pyar ka nasha hai hai jan hatheli pe sar pe bandha kafan hai apne piya se milne khud hi chali dulhan hai dildar ka ishara choda jahan sara mera sanam jaha hai dunia meri waha gustakhi maaf ho aye jane jaha gustakhi maaf ho jane jaha jane jaha jane jaha gustakhi maaf ho aye jane jaha gustakhi maaf ho