Do Rang Duniya Ke Aur Do Raste Lyrics
do rang duniya ke aur do raste do rang duniya ke aur do raste do rup jivan ke jine ke waste do rang duniya ke aur do raste soch samajh ke pav rakhe, samjha do har divane ko samjha do har divane ko ik rasta mandir ko jaye, ik jaye maikhane ko ik jaye maikhane ko rasta bhul naa jaye, rahi dhokha naa khaye do rang duniya ke aur do raste do rup jivan ke jine ke waste do rang duniya ke aur do raste ek hain aise log jo, auro ki khatir jite hain auro ki khatir jite hain dusre woh jo apni khatir, apno ka khun bhi pite hain apno ka khun bhi pite hain koyi phul khilaye, koyi kante bikhraye do rang duniya ke aur do raste do rup jivan ke jine ke waste do rang duniya ke aur do raste aur do raste, aur do raste