Yeh Kis Bandhan Me Lyrics
ye kis bandhan me uljhaya hai tune jindagi mujhko jo toda bhi nahi jata nibhaya bhi nahi jata ye kis bandhan me uljhaya hai tune jindagi mujhko jo toda bhi nahi jata nibhaya bhi nahi jata ye kis bandhan me uljhaya hai tune jo kehta tha mohabbat me wafa ka devta ho ja tajjub hai wahi kehta hai ja mujhse bewafa hoja magar ae bewafa mujhse bhulaya bhi nahi jata ye kis bandhan me uljhaya hai tune jindagi mujhko jo toda bhi nahi jata nibhaya bhi nahi jata ye kis bandhan me uljhaya hai tune ye uljhan ye pareshani ye majburi khuda toba mere saaki ne mujhko de diya hai jaam kuch aisa jo choda bhi nahi jata uthaya bhi nahi jata ye kis bandhan me uljhaya hai tune jindagi mujhko jo toda bhi nahi jata nibhaya bhi nahi jata ye kis bandhan me uljhaya hai tune jindagi mujhko jindagi mujhko