Naye Berukhii Lyrics
na ye berukhi dil bhula payega 
  gujrane ko waqt bhale hi
  gujrane ko waqt bhale hi gujar jayega 
  na ye berukhi dil bhula payega 
  
  mukadar ne humse hamari khusi chhin li hai
  hamare labo ki chhalakti hansi chhin li hai 
  mukadar ne humse hamari khusi chhin li hai
  hamare labo ki chhalakti hansi chhin li hai 
  khabar kya thi ye gum ka tufa 
  khabar kya thi ye gum ka tufa idhar aayega 
  na ye berukhi dil bhula payega 
  gujrane ko waqt bhale hi gujar jayega 
  na ye berukhi dil bhula payega 
  
  na ab wo nazare rahe na wo tasvire 
  shama bujhi ab to bachi hai duye ki lakire
  na ab wo nazare rahe  na wo tasvire 
  shama bhuzi ab to bachi hai duye ki lakire
  na ab to koi parawana 
  na ab to koi parawana idhar aayega
  na ye berukhi dil bhula payega 
  gujrane ko waqt bhale hi 
  gujrane ko waqt bhale hi gujar jayega 
  na ye berukhi dil bhula payega
                            
                            
                        