Ye Bismillah Ki Barkat Hai Lyrics
?ye parwane mohmmad hai ye paigam e sadakat hai ki bismillah hume poshida mere maula ki rahmat hai ye bismillah ki barkat hai ye bismillah ki barkat hai ye bismillah ki barkat hai ye bismillah ki barkat hai ye bismillah jise kuran ke ghar ka taaj kahte hain ye bismillah jise imaan ki miraaj kahte hain jo bismillah padhta hai sada wo aage badhta hai ye rahmat uski rahmat hai ye maula ki inayat ye bismillah ki barkat hai ye bismillah ki barkat hai ye bismillah ki barkat hai ye bismillah ki barkat hai kaha bajuhal ne aakash se tum allah ke dil par ho karo ye chand do tukde agar sache paymbar ho dikhaya fir to sabko ye nazara kamli wale ne kiya badhkar jo bismillah ishara kamli wale ne hua do tukde chand se jab usi se jhum utha aalam ek sachi ibayat hai ye noorani hakikat hai ye bismillah ki barkat hai ye bismillah ki barkat hai ye bismillah ki barkat hai ye bismillah ki barkat hai ek sachi ibayat hai na samjhe koi afsana ifayat yun baya karte the ek mahfil me maulana ek sachi ibayat hai jo bismillah padhkar koi dariya me utar jaye to hansta khelta pani ki maujo se guzar jaye ek sachi ribayat hai lakadhara tha ek mara hua ranjo musibat ka pasand aaya use ye zikr bismillah ki barkat ka aur ek din kinare par mile usko wo maulana lakadhare ne chume hath jab hazrat ko pahchana fir usne pucha kahiye to kaha sarkar jana hai wo bole baithkar kashti me naiya paar jana hai kaha usne ki hazrat ko jarurat kya hai kashti ki ki bismillah ke aamil kajat kya hai kashti ki mujhe ye ishm aadab aap hi ne to bataya bajifa maine billah ka hazrat se paya hai ye ek sachi ribayat hai fir usne padhke bismillah jo dariya me kadam rakha humesha ki tarah alaah ne uska bharam rakha use pani pe chalte dekhkar hairan the maulana magar uske liye aakha tha dariya se guzar jana kiya dil se amal usne to paya aisa fal usne yahi imani takat hai yahi sari sadakat hai ye bismillah ki barkat hai ye bismillah ki barkat hai ye bismillah ki barkat hai ye bismillah ki barkat hai