Mangal Murat Moriya Lyrics
mangal murat morya chota sa ek kardo kam

  siddhi vinayak tera nam siddh hamara kar do kam

  morya re ho bappa morya re ho morya re ho bappa morya re
  morya re ho bappa morya re
  
  dhan ke bina hai sankat bhari ruki padi hai apni gadi

  koi na puche dasha hamari dar dar ke ha mbane bikhari

  teri nirali sabse shan teri nirali sabse shan
  morya re ho bappa morya re ho morya re ho bappa morya re
  morya re ho bappa morya re
  
  dhan me parbhu ji badi hai skakti dhan chulhe aag na jalti

  iske bina na roti pakti khali pet na hoye bhakti

  kripa teri hai charo dham 
  morya re ho bappa morya re ho morya re ho bappa morya re
  morya re ho bappa morya re
  
  ha dhan jo mile mandir banwau mandir me phir tumhe bithau

  dhum dham se ga ga kar mai sari dunia ko ye batau

  tera sabse uncha nam tera sabse uncha nam