Ye Samaaj Kab Tak Apni Hawas Ka Jashn Manayega Lyrics

ho gya mali ke hatho gulshita beaabru ye mahakti ye mahakti kyariya beaabru maa bahan beaabru betiya beaabru ye samaj kab tak apni hawas ka jashn manayega ye samaj kab tak apni hawas ka jashn manayega aurt kab tak galiyo galiyo hoti rahegi beaabru beaabru beaabru beaabru beaabru ye samaj kab tak apni hawas ka jashn manayega mang me sindur bharne wale angare bhar jate hai ghar aangan chhudwa kar humko kotho tak pahunchate hai mandir masjid aur kalisa sab me apna saya hai pir paynbar avtaro ne janm humi se paya hai hum sita hai hum mariyam hai hum hi binte sulekha hai dekhne walo dekho humko fir bhi kitne ruswa hai fir bhi kitne ruswa hai ye samaj kab tak apni hawas ka jashn manayega aurt kab tak galiyo galiyo hoti rahegi beaabru beaabru beaabru beaabru beaabru ye samaj kab tak apni hawas ka jashn manayega basti basti gali gali me aaiyari makkari hai ek taraf roti ka tukada ek taraf ek nari hai sharm kahan hai laaj kahan hai jismo ke vyapari ko dhan ka indhan funk raha hai aurt ki lachari ko ye samaj kab samjhega aurt ki mariyada ko aurt ke ahsano ko aurt ke balidano ko aurt ke balidano ko ye samaj kab tak apni hawas ka jashn manayega aurt kab tak galiyo galiyo hoti rahegi beaabru beaabru beaabru beaabru beaabru ye samaj kab tak apni hawas ka jashn manayega mahndi lage hatho me ek din khanjar bhi aa jayega ye jalim bahsi ye darinde apni saja pajayege nari apne khun ke dhabbe aisa na ho khud saf kare kanun ko apne hath me lekar kanun ko apne hath me lekar khud apna insaf kare khud apna insaf kare