Baap Ki Jagah Maa Le Sakati Hai - 2 Lyrics
so ja so ja bap ki jagah maa le sakti hain maa ki jagah baap le nahi sakta lori de nahi sakta so ja so ja so ja so ja is duniya ki reet niraali hain is bagiya ka kaisa maali hain is duniya ki reet niraali hain is bagiya ka kaisa maali hain phulo ke sar rakh deta hai kaanto ka bojha so ja so ja so ja so ja bap ki jagah maa le sakti hain maa ki jagah baap le nahi sakta lori de nahi sakta so ja so ja so ja so ja so ja so ja so ja so ja