Aye Khuda Shukr Tera Lyrics
aye khuda shukra tera aye khuda shukra tera, shukra tera, shukra tera ye mera yaar chala baandhkar sar par sehra aye khuda shukra tera aye khuda shukra tera, shukra tera, shukra tera ye mera yaar chala baandhkar sar par sehra aaisa sehra gul-e-guljaar na dekha na suna aaisa naushaah mere yaar na dekha na suna aaisa bemiz haseen pyar na dekha na suna aaisa dildaar taraja na dekha na suna saari duniya ki saari duniya ki zubaanon pe hai ghar ghar sehra ye mera yaar chala baandhkar sar par sehra aye khuda shukra tera aye khuda shukra tera, shukra tera, shukra tera ye mera yaar chala baandhkar sar par sehra taang kar laye gye chaand sitaaren isme aur gunje gye jannat ke nazaren isme chun diye phool gulistaan ke saare isme phool kya dil bhi biroye gaye hai hamare isme jane kin haatho se jane kin haatho se aaya hai bankar ye sehra ye mera yaar chala baandhkar sar par sehra aye khuda shukra tera aye khuda shukra tera, shukra tera, shukra tera ye mera yaar chala baandhkar sar par sehra gulkho ki najar aati hai aadaye isme hai mehakti hui zulfon ki ghataye isme hai sabhi dard ki maaro ki dawaye isme saare dilwalo ki shaamil hai duwaye isme baat toh ye hai baat toh ye hai ke dilbar ka hai dilbar sehra ye mera yaar chala baandhkar sar par sehra aye khuda shukra tera aye khuda shukra tera, shukra tera, shukra tera ye mera yaar chala baandhkar sar par sehra waah kya baat hai kya shaan hai subha nalla iske har phul me ek jaan hai subha nalla har nazar dekh ke hairaan hai subha nalla jisne dekha wahi qurbaan hai subha nalla wakaiya ye hai wakaiya ye hai ke betar hai betar sehra ye mera yaar chala baandhkar sar par sehra aye khuda shukra tera aye khuda shukra tera, shukra tera, shukra tera ye mera yaar chala baandhkar sar par sehra