Jidhar Dekhu Teri Tasvir Nazar Aati Hai Lyrics
jidhar dekhun teri tasavir nazar aati hai
  jidhar dekhun teri tasavir
  jidhar dekhun teri tasavir nazar aati hai
  teri surat meri taqadir nazar aati hai
  
  zinda hun mai tere liye jivan tera hai
  mera hai jo sab hai tera ab kya mera hai
  meri khushiyo ki tu jagir nazar aati hai
  jidhar dekhun teri tasavir nazar aati hai
  
  bina dekhe bina jaane tan man bandhe jo
  badhan jo janam janam mar ke juda na ho
  teri chahat vahi zajir nazar aati hai
  jidhar dekhun teri tasavir nazar aati hai
  teri surat meri taqadir nazar aati hai
                            
                            
                        