Insaah Ki Khursi Pe Pehale Tum Khud Ko Bithaao Lyrics

insaf ki khursi pe pehale tum khud ko bithao maine galat kya kiya hai mujhe phir batao ansu bahake mujhe tum na doshi banao yeh mera nahi insaf ka faisala hai insaf ka faisala bhagvan ka faisala insaf ka faisala bhagvan ka faisala i am in the hands of law anything can happen its not my flaw hoti nahi nyay ki do ankhein sehani padati hai hamein yeh batein dharm ke kathin yeh raste hain ek jaise sab ke waste hain bhul jata hoon khud ki bhi surat banata hoon main jab nya ki murat uss samay mera koyi kuchh nahi main bhi main nahi tum bhi tum nahi mere liye toh insaf hi bhagvan yeh mera nahi insaf ka faisala hai insaf ka faisala bhagvan ka faisala insaf ka faisala bhagvan ka faisala patni ko aur putr ko harishchandra ne chhod a garbhwati sita ko ram ne ban mein chhod a karn ne apani man se bhi nata nahi joda apne khun ko khud maine di hai saja jwalamukhi jaisa dil jala mera yeh sab kyun huwa kyun kis liye kis liye kanun ko nibhane ke liye insaf ki surksha ke liye sachchayi ko bachane ke liye insaf ki khursi pe pehale tum khud ko bithao maine galat kya kiya hai mujhe phir batao ansu bahake mujhe tum na doshi banao insaf ka faisala bhagvan ka faisala