Main Mala Ka Beta Hun Lyrics
?main mala ka beta hu ji wo 
  tu chahe main maru tum jiyo 
  main mala ka beta hu ji wo 
  tu chahe main maru tum jiyo 
  he chahiye jo raja tujhe pani 
  to sidhi si sun meri baani 
  main mala ka beta hu ji wo 
  tu chahe main maru tum jiyo 
  
  jaise tere do haath, vaise mere do haath 
  jaise tere do haath, vaise mere do haath 
  ab tiji ye baanh hame rakhna nahi 
  bol, bol raja tujhe ye kabul hain ki nahi 
  
  jasie tere pair hai, vaise mere hain pair 
  jasie tere pair hai, vaise mere hain pair 
  hame punchh sa ye jhaadu baandhna nahi 
  o bol, bol raja tujhe ye kabul hain ki nahi 
  
  jaisa tera hain tuk, vaisa mera hain thuk 
  jaisa tera hain tuk, vaisa mera hain thuk 
  use tukani ya kulhad baandhna nahi 
  bol raja raja raja raja 
  raja tujhe ye kabul hain ki nahi 
  
  jaisa tera hain jiv vaisa mera hain jiv 
  ab jaake virane me basna nahi 
  bol raja tujhe ye kabul hain ki nahi 
  o maanav ko maanav sa rahne de 
  are re fir nirmal jal bahne de 
  bol raja tujhe ye kabul hain ki nahi 
  bol raja tujhe ye kabul hain ki nahi 
  kabul hain ki nahi, kabul hain ki nahi