Mai To Kahoon Lyrics
main to kahu is samay me maile dilvaali saali bhutal pe bharsi ye nariya apaar hain main to kahu is samay me maile dilvaali saali bhutal pe bharsi ye nariya apaar hain kesh kaale nain kale kesh kaale nain kale man bhi hain kala kala, sachchi kahun sachchi kahun kale, kaamo ki wo kartaar hain thagat pati ko, aur thagat jagat ko ye thagi aur thagaai, inaki zindagi ka saar hain saamne kabhi naa pade, naari yahi maangu hari unke hi jehan me sara sansaar hain sun ke ye rangali kahe nari bhale jaise bhi ho nar ko na suniye, wo jhutho ka sardaar hain khari khoti baate kahe chhodata hain naari ye hain bhanwer ke jaise ise ghumne se pyaar hain pathar sa dil aisa pighale kabhi nahi ye khota kaam karne ko,m baithe re taiyar hain anya me kya dosh dekhen, nikhre jo aaine me dekhega to khud kaise doshon ka bhandaar hai lagti bechaari hain ye karti chhinaari naari samne jo ye pade to paap ka na paar hain bura kaam karne me, pichhe mud dekhe nahi tersi hain tez talvaar ki ye dhar hain jisne hain pala posha usi ko deta hain gali kaise hain re mard tu, tujhe fitkaar hain sach sach bolo sab, puchhati hun kaho ab chori kare chor kaise bane sa hunkaar hain are teri to jal ko banaye thal, thal ko banaye jal chhal ka banaya tune kaisa sansaar hain ulti akaal teri, sujhe nahi baat sidhi naari is jagat ka kachcha singaar hain naari is jagat ka kachcha singaar hain naari is jagat ka kachcha singaar hain