Chanda Naa Dekha Lyrics

he ae ae ae ae he chanda na dekha maine suraj na dekha dohari ho ho ke main to khodati gayi khodati hi gayi jhapka nahi, chhapka nahi he paatal paani to bhi nikla nahi he chanda na dekha maine suraj na dekha dohari ho ho ke main to khodati gayi khodati hi gayi jhapka nahi, chhapka nahi he paatal paani to bhi nikla nahi jholi se doli aur doli se marghat tak paashaan fodane me, zindagi gayi zindagi gayi jholi se doli aur doli se marghat tak are paashaan fodane me, zindagi gayi zindagi gayi chaha tha baaho se main gher lu simaaye maati ki mahak mili, wo bhi kho gayi wo bhi kho gayi chhalka nahi, jhalka nahi he paatal paani to bhi nikla nahi he chanda na dekha maine suraj na dekha dohari ho ho ke main to khodati gayi khodati hi gayi jhapka nahi, chhapka nahi he paatal paani to bhi nikla nahi sone aur chandi ki, jagmag se bach kar main sapno me sajna ko khojati gayi khojati gayi sone aur chandi ki, jagamg se bach kar main are sapno me sajna ko khojati gayi khojati gayi kaudi ki gagar ki khakar sa band kahun dekha tujhe to main baanvari bhyi baanvari bhyi mahka nahi, chahka nahi he paatal paani to bhi nikla nahi he chanda na dekha maine suraj na dekha dohari ho ho ke main to khodati gayi khodati hi gayi jhapka nahi, chhapka nahi chhalka nahi, jhalka nahi mahka nahi, chahka nahi paatal paani to bhi nikla nahi paatal paani to bhi nikla nahi paatal paani to bhi nikla nahi paatal paani to bhi nikla nahi paatal paani to bhi nikla nahi