Kab Hua Kahan Hua Kaise Hua Pata Nahi Lyrics
mujhse pucho nahi mera kya kho gaya
kuch mera tha jo ab gair ka ho gaya
kab hua kahan hua kaise hua pata nahi
kab hua kahan hua kaise hua pata nahi
dil hath se gaya ye meri khata nahi
dil hath se gaya ye meri khata nahi
kab hua kahan hua kaise hua pata nahi
dil hath se gaya ye meri khata nahi
dil hath se gaya ye meri khata nahi
o mile the humse chalte chalte
shaam tham gayi thi dhalte dhalte
rukh gaye kadam mere unko pata chala nahi
rukh gaye kadam mere unko pata chala nahi
sayad ye raaj unpe khula nahi
dil hath se gaya ye meri khata nahi