Ab Jaan Rahe Ya Jaaye, Hume To Pyar Tumhi Se Karna Lyrics

ab jaan rahe ya jaye hume to pyar tumhi se karna aur pyar me jine marne ka ikarar tumhe se karna ab jaan rahe ya jaye hume to pyar tumhi se karna aur pyar me jine marne ka ikarar tumhe se karna chahe tir chle talwar chle sine se lgana hai tumko aandhi aaye tufan uthe baho me chhupana hai tumko ek bar mohabbat ki tumse so bar tumhi se karna aur pyar me jine marne ka ikarar tumhe se karna dekhe hai diwane yu to bahut par unme tumhari bat kaha tumse pehle aye jane jaha the itne hansi din rat kaha o o ho phir to humko dil ka soda dildar tumhi se karna aur pyar me jine marne ka ikarar tumhe se karna lag jao gale arma hai bahut lag jao gale arma hai bahut aur pyar ka mausam thoda hai har mausam hai apna mausam har mausam hai apna mausam jab yaar se daman joda hai ji bhar ke na milne ka shikwa aye yaar tumhi se karna hai aur pyar me jine marne ka ikarar tumhe se karna ab jaan rahe ya jaye hume to pyar tumhi se karna aur pyar me jine marne ka ikarar tumhe se karna