Woh Dil Hi Nahi Jo Aankho Se Ban Banke Aansu Beh Jaaye Lyrics

wo dil hi nahi jo aankho se ban banke aasu bah jaye wo dil hi nahi jo aankho se ban banke aasu bah jaye wo ishk nahi wo husn nahi wo ishk nahi wo husn nahi jo apni kahani kah jaye wo dil hi nahi jo aankho se ban banke aasu bah jaye wo dil hi nahi jo aankho se ham unka kinara bante hai jo hamse kinara karte hai hum unko pukara karte hai jo hamse kinara karte hai wo kashti hai ya tinka hai jo lag ke kinare bah jaye wo dil hi nahi jo aankho se ban banke aasu bah jaye wo dil hi nahi jo aankho se jab ulfat hogi afsana likhegi jawani ro ro kar sun legi diwani ro ro kar likhegi jawani ro ro kar us jakham ko kyu na pyar kare jo teer kisi ka sah jaye wo dil hi nahi jo aankho se ban banke aasu bah jaye wo dil hi nahi jo aankho se badal garje bijli chamke bundo se sitaro me aag lage phul se baharo me aag lage bundo se sitaro me aag lage jab diwana dil ki biti mahfil me aake kah jaye wo dil hi nahi jo aankho se ban banke aasu bah jaye wo dil hi nahi jo aankho se un armano ko kya kahiye jo pure hue or mit bhi gaye hum ghar me rahe or lut bhi gaye jo pure hue or mit bhi gaye wo tuti tamanna achi hai jo dil ki dil me rah jaye wo dil hi nahi jo aankho se ban banke aasu bah jaye wo ishk nahi wo husn nahi jo apni kahani kah jaye wo dil hi nahi jo aankho se ban banke aasu bah jaye wo dil hi nahi jo aankho se