Mat Poochh Ke Kiske Aashiq Hai Lyrics

mat puch ke kis ke aashiq hai mat puch ke kis ke aashiq hai chup rehna humara kaafi hai chup rehna humara kaafi hai iss pardanashi ka iss pardanashi ka raaz hai hum bas itna ishara kaafi hai bas itna ishara kaafi hai mat puch ke kis ke aashiq hai kaun hai wo pardansahi nazanee mehjabee yahan pardanashi to laakho hai yahan pardanashi to laakho hai kaliyo mein hai khushboo pardanashi aankho mein hai aansu pardanashi main pardanashi tu pardanashi main pardanashi tu pardanashi har ek justju pardanashi har ek justju pardanashi har dil mein mohabbat pardanashi har dil mein mohabbat pardanashi dilbar ki inayat pardanashi dilbar ki inayat pardanashi pardanashi kaun hai wo pardanashi nazanee mehjabee yahan pardanashi to laakho hai phir kaise ishara kaafi hai phir kaise ishara kaafi hai agar raaz khule to baat bane baat bane agar raaz khule to baat bane ye kehena humara kaafi hai chup rehna humara kaafi hai mat pucho ke kis ke aashiq hai koi aur kahe isse pehle tum dil ki hakikat khud keh do koi aur kahe isse pehle tum dil ki hakikat khud keh do jise karti hu sajde chhup chhup kar hai kaun si surat khud keh do hai kaun si surat khud keh do hai kaun si surat khud keh do iss betaabi ke aalam mein iss betaabi ke aalam mein jo wakt guzara kaafi hai jo wakt guzara kaafi hai agar raaz khule to baat bane aahen aansu dard jigar ka ishq mein hai saugaaten tod takhati fade kagaz fek de kalam dawate ek talab mehboob ki rakhe din ho chaahe raaten ishq na yaar ka mazhab puche naa hi puche jaate ishq agar raaz hai to use parde mein hi rehna chahiye kisi ka raaz hai muh se ye bhi to nahi kahna chahiye kabhi ishq chhupaye chhupta nahi hai chehre se ayaa ho jata hai kabhi ishq chhupaye chhupta nahi hai chehre se ayaa ho jata hai suli bhi ishq mansoor ishq suli bhi ishq mansoor ishq musa bhi ishq kohitur ishq musa bhi ishq kohitur ishq har husan ki aankh ka noor ishq har husan ki aankh ka noor ishq hai masti mein makhmoor ishq hai masti mein makhmoor ishq nazdeek nahi hai dur ishq nazdeek nahi hai dur ishq aur ishq mein chakna chur ishq aur ishq mein chakna chur ishq pucho jo hakikat ishq ki to hai maula ko manzoor ishq hai maula ko manzoor ishq hai maula ko manzoor ishq kabhi ishq chhupaye chhupta hai chehre se ayaa ho jata hai hotho pe ho mohar-e-khaamoshi nazaron se baya ho jata hai nazaron se baya ho jata hai nazaron se baya ho jata hai iss raaz ko raaz hi rehne do iss raaz ko raaz hi rehne do pucho na dobara kaafi hai pucho na dobara kaafi hai agar raaz khule to baat bane hai ishq na baat ko aur bada tu husan ka loha maan bhi jaa hai ishq na baat ko aur bada tu husan ka loha maan bhi jaa iss husan ka rutbaa pare pare iss husan ka rutbaa pare pare jise ishq bhi sajda kare kare jise ishq bhi sajda kare kare saakhi bhi husan maykhar husan saakhi bhi husan maykhar husan har phool husan guldaar husan har phool husan guldaar husan mohtaaj nahi mukhtaar husan mohtaaj nahi mukhtaar husan mukhtaar bhi ha dildaar husan mukhtaar bhi ha dildaar husan nahi husan hai to duniya mein kuch bhi nahi hai khaas khuda ka yaar husan hai khaas khuda ka yaar husan hai khaas khuda ka yaar husan hai ishq naa baat ko aur bada tu husan ka loha maan bhi ja hai dono ka mazhab ek wafa aa uthkar mujhko gale laga aa uthkar mujhko gale laga tu mera khuda main tera khuda