Hansi Lut Gayi Khushi Lut Gayi Lyrics
hasi lut gayi khushi lut gayi kaise jiyu mai 
  kahne ko to jindagi hai jindagi 
  hasi lut gayi khushi lut gayi kaise jiyu mai 
  kahne ko to jindagi hai jindagi 
  ho hasi lut gayi 
  
  andhere me kaise diya mai jalaau
  andhere me kaise diya mai jalaau  
  kahi iski lau me khud jal naa jaau 
  kise apne dil ka mai dukhada sunaau 
  hasi lut gayi khushi lut gayi kaise jiyu mai 
  kahne ko to jindagi hai jindagi 
  ho hasi lut gayi 
  
  kahi taak me hai hawas ka shikaari 
  kahi taak me hai hawas ka shikaari 
  bacha le mujhe koi  preet ka pujaari 
  ki is jindagi se to hai maut pyaari 
  hasi lut gayi khushi lut gayi kaise jiyu mai 
  kahne ko to jindagi hai jindagi 
  ho hasi lut gayi
                            
                            
                        