Arthi Banke Dulhan Ki Doli Lyrics
arthi banke dulhan ki doli raah chali shamshan ki jalegi kab tak isi aag me beti hindustan ki, beti hindustan ki jalegi kab tak isi aag me beti hindustan ki, beti hindustan ki roj yaha bikta hai dulha jiska naam hai shaadi aisi shaadi ko samjhe hum shaadi ya barbadi roj yaha bikta hai dulha jiska naam hai shaadi aisi shaadi ko samjhe hum shaadi ya barbadi nainsafi kab tak aisi nainsafi kab tak aisi maalik tere vidhan ki jalegi kab tak isi aag me beti hindustan ki, beti hindustan ki dar dar dulhe ki talash e bapu umar gawaye bebas maa aansu me dube aur bhai bik jaye dar dar dulhe ki talash e bapu umar gawaye bebas maa aansu me dube aur bhai bik jaye duniya kya kya julm kare duniya kya kya julm kare kah kar marji bhagwan ki jalegi kab tak isi aag me beti hindustan ki, beti hindustan ki jane kis anyayi ne bedard ye niyam nikala ghar garib ka fukegi kab tak dahej ki jwala jane kis anyayi ne bedard ye niyam nikala ghar garib ka fukegi kab tak dahej ki jwala jaan ka sauda, ho jaan ka sauda karegi kab tak rasm ye kanyadan ki jalegi kab tak isi aag me beti hindustan ki, beti hindustan ki jalegi kab tak isi aag me beti hindustan ki, beti hindustan ki jalegi kab tak isi aag me