Jawaab Jiska Nahi Lyrics

main haseena hun mera husan magar aam nahi vo sitamgar hun ke jispar koi ilzaam nahi apni mehboob ada pe bharosa hai mujhe tumko apna na bana lun mera naam nahi husan parwar kar pyaar ka dastoor nahi ishq harjaayi ho ye bhi mujhe manzoor nahi haan jiski ulfat ka ujala hai meri duniya mein aankh se door sahi dil se mere door nahi jawaab jiska nahi vo shbaab dekha hai jawaab jiska nahi vo shbaab dekha hai ke chandni mein haan ke chandnai mein chandnai mein ke chandnai mein use benakaab dekha hai jawaab jiska nahi vo shabaab dekha hai jawaab jiska nahi vo shabaab dekha hai mujhe bhi tumne yahan benakaab dekha hai mujhe bhi tumne yahan benakaab dekha hai btaao mera mera mera btaao mera btaao mera kahin bhi jawaab dekha hai btaao mera kahin bhi jawaab dekha hai btaao mera kahin bhi jawaab dekha hai kya lubhayenge ye jalwe ye nazaare mujhki yaad hai uski yaad hansi uski nigaahon ke ishaare mujhko chhup gya hai vo haseen mera baadal mein isliye aankhen dikhaate hain sitaare mujhko mujhko inhi sitaaro mein vo mehtaab dekha hai inhi sitaaro mein vo mehtaab dekha hai jwaab jiska nahi vo shabaab dekha hai jwaab jiska nahi vo shabaab dekha hai tum jawan ho to jawaani ke nazaare dekho husan ke phool, husan ke phool husan ke phool adaaon pe sarre dekho kin khyaalon mein ho ghum khoye ho kin khwaabon mein leke in reshmi baahon ke sahaare dekho ke bhool ja agar koi khwaab dekha hai ke bhool ja agar koi khwaab dekha hai kehte hain jise ishq dua hai dawa bhi shola bhi hai mehboob ke daaman ki hawa bhi ye ishq maseeha bhi kaatil ki ada bhi mil jata hai is raah mein bandon ko khuda bhi ke aashiqon ko yahan kamyaab dekha hai ke aashiqon ko yahan kamyaab dekha hai jawaab jiska nahi vo shabaab dekha hai jawaab jiska nahi vo shabaab dekha hai jawaab jiska nahi vo shabaab dekha hai dekha hai dekha hai jwaab jiska nahi vo shabaab dekha hai aashiq yahan dilbar ka jo mohtaaj na hota to sar pe mere husan ka taaj na hota hote to tumhaari tarah sab chahne waale har dil pe haseeno ka raaz na hota dilbaro ko sada kam yaad dekha hai dilbaro ko sada kam yaad dekha hai btaao mera mera mera btaao mera kahin bhi jawaab dekha hai btaao mera kahin bhi jawaab dekha hai btaao mera kahin bhi jawaab dekha hai dekha hai dekha hai dekha hai btaao mera kahin bhi jawaab dekha hai btaao mera kahin bhi jawaab dekha hai mera jalwa bhi kitna pyara hai mera jalwa bhi kitna pyara hai kya tamasha kya tamasha tamasha kya tamasha tamasha kya tamasha tamasha tamasha tamasha tere pyar ko kyun na dil mein jagah dun kare tu ishara to jalwa dikha doon jalwa jalwa kaisa jalwa hai jalwa jalwa kaisa jalwa hai jalwa jalwa kaisa jalwa hai jalwa jalwa kaisa jalwa hai ishq kab taaze hukumat ke liye marta hai ishq to apne hi mehboob ke dam bharta hai ishq jab chaahe jmaale rukhe laila deke chad ke sooli pe vo dildaar ka jalwa dekhe jalwa jalwa unka jalwa hai jalwa jalwa unka jalwa hai jalwa jalwa unka jalwa hai jalwa jalwa unka jalwa hai koi pata hai to koi khota hai koi pata hai to koi khota hai ye tamasha to roz hota hai ye tamasha tamasha ye tamasha tamasha kya tamasha tamasha ye tamasha to roz hota hai yehi aashiqi hai to vo khud ko mita de vo jalwa dikhaaye to nazren jhuka de jalwa jalwa unka jalwa hai jalwa jalwa kiska jalwa hai kahan kho gaye ho kidher dekhte ho ek main hun idher tum udher dekhte ho jalwa jalwa unka jalwa hai jalwa jalwa unka jalwa hai jalwa jalwa kiska jalwa hai jalwa jalwa kiska jalwa hai