Marne Ka Gham Nahi Hai Lyrics

marne ka gam nahi hai marne tak gam nahi hai jita hai pyar marke kash ankein band hoti didar yaar karke kash ankein band hoti didar yaar karke ho marne ka gam nahi hai marne tak gam nahi hai kismat jo sath deti uske kadam pe marte kismat jo sath deti uske kadam pe marte uske kadam pe marke kya kya na naz karte le jate uske jalwe aankho me apni bhar ke kash ankein band hoti didar yaar karke ho marne ka gam nahi hai meri taraf se badkar lakho balaye lena meri taraf se badkar lakho balaye lena muh dekhna tu uska sau sau duvaye dena khawabo ki vo dulhaniya jab aaye saj sawar ke kash ankein band hoti didar yaar karke ho marne ka gam nahi hai hum naram naram kaliya gulshan se chun ke laye hum naram naram kaliya gulshan se chun ke laye aur sari kaliya teri raho me hum bichaye aur khud chaman se laute anchal me kante bharke kash ankein band hoti didar yaar karke ho marne ka gam nahi hai puri kabhi na hogi ye pyar ki kahani puri kabhi na hogi ye pyar ki kahani rakhegi dur tujhse humko ye zindgani pahunchenge paas tere hum jaan se gujar ke pahunchenge paas tere hum jaan se gujar ke