Id Ka Din Hai Lyrics

id ka din hai id ka din hai id ka din hai gale aaj toh mil le jaalim rasme duniya bhi hai mauka bhi hai dastoor bhi hai rasme duniya bhi hai mauka bhi hai dastoor bhi hai ishq iss tarah ki gustaakh takaaje na kare husn mastur bhi majbur bhi magroor bhi hai husn mastur bhi majbur bhi magroor bhi hai gurur-e-husn ke sadke mohabbat yun nahi karte gurur-e-husn ke sadke mohabbat yun nahi karte gurur-e-husn ke sadke gurur-e-husn ke sadke mohabbat yun nahi karte nahi karate haan nahi karte bhari mehfil mein jaahir bhari mehfil mein jaahir dil ki vehshat yun nahi karte bhari mehfil mein jaahir bhari mehfil mein jaahir dil ki vehshat yun nahi karte nahi karte haan nahi karte gurur-e-husn ke sadke mohabbat yun nahi karte bhari mehfil me jaahir dil ki vehshat yun nahi karte yeh maana yeh maana yeh maana tum haseen ho aur tumhe haq hai sharaarat ka yeh maana tum haseen ho aur tumhe haq hai sharaarat ka ha sharaarat ka ha ha sharaarat ka kisi ki jaan pe ban jaaye kisi ki jaan pe ban jaaye sharaarat yun nahi karte kisi ki jaan pe ban jaaye sharaarat yun nahi karte jise tum husn kehte ho kehte ho o o o o aa aa aa jise tum husn kehte ho jise tum husn kehte ho jise tum husn kehte ho wo kaaba hai nigaahon ka ha nigaahon ka ha ha nigaahon ka adab laajim hai laajim hai adab laajim hai kaabe ki jiyaarat yun nahi karte adab laajim hai kaabe ki jiyaarat yun nahi karte kuchh apne husn ki khairaat de do hum fakiron ko hum fakiron ko hum fakiron ko kisi saahil ko apne dar se kisi saahil ko apne dar se rukhsat yun nahi karte kisi saahil ko apne dar se rukhsat yun nahi karte haya aur sharm ko hum haya aur sharm ko hum husn ka jewar samjhate hai haya aur sharm ko hum husn ka jewar samjhate hai jewar samjhate hai samjhate hai yeh jewar lutke reh jaaye yeh jewar lutke reh jaaye jakhavat yun nahi karte yeh jewar lutke reh jaaye jakhavat yun nahi karte tumhaari ik najar par faisala hai jindagaani ka tumhaari ik najar par faisala hai jindagaani ka tumhaari ik najar par faisala hai jindagaani ka jindagaani ka jindagaani ka masiha hoke bimaaron se masiha hoke bimaaron se gaflat yun nahi karte masiha hoke bimaaron se gaflat yun nahi karte masiha aur hum masiha aur hum in kufrr ki baaton se baaj aao masiha aur hum in kufrr ki baaton se baaj aao baaj aao khuda ko chhod kar but ki khuda ko chhod kar but ki ibaadat yun nahi karte khuda ko chhod kar but ki ibaadat yun nahi karte aapne jo kahaan wo thik sahi mera kehna bhi kuch bura to nahi ke id ka din hai gale aaj to mil le jaalim rasme duniya bhi hai mauka bhi hai dastoor bhi hai