Aaj Taron Me Chamak Phulo Me Rangat Lyrics
aaj taaro me chamak phulo me rangat na rahegi aaj taaro me chamak phulo me rangat na rahegi o kuch bhi na rahega kuch bhi na rahega jo mohabbat na rahegi kuch bhi na rahega jo mohabbat na rahegi mohabbat se rangi o mohabbat se rangi hain har kahani o ho o mohabbat se rangi hain har kahani mohabbat na hoti to kuch bhi na hota mohabbat se rangi hain har kahani mohabbat na hoti to mohabbat na hoti to kuch bhi na hota mohabbat se rangi hain har kahani mohabbat na hoti to kuch bhi na hota mohabbat se rangi hain har kahani aa jhuthe hain sab risthe naate jhuth mohabbat teri aa jab tak daulat sath hain tere sath hain kismat teri zamane me daulat ki hain hukum rani ha zamane me daulat ki hain hukum rani ye daulat na hoti to ye daulat na hoti to kuch bhi na hota zamane me daulat ki hain hukum rani ye daulat na hoti to kuch bhi na hota zamane me daulat ki hain hukum rani o o o mohabbat se roshan harek ghar ka aangan ye maathe ki bindiyan ye naino ki nindiyan ye faile to dharti ye simte to aanchal ye chhalke to saagar ye khanke to payal o faile to dharti simte to aanchal ye faile to dharti ye simte to aanchal ye chhalke to saagar ye khanke to payal ye faile to dharti ye simte to aanchal ye chhalke to saagar ye khanke to payal aa ye rakhi ka bandhan ye mamta ka daman o ye rakhi ka bandhan ye mamta ka daman ye rakhi ka bandhan ye mamta ka daman o mohabbat ki har dil me hain rajdhani mohabbat ki har dil me hain rajdhani mohabbat na hoti to kuch bhi na hota mohabbat se rangi hain har kahani ye daulat hain daulat harek dil ki chahat jahan bhi ye aaye nasiba jagaye aa aa aa aa aa ye daulat hain daulat aahe harek dil ki chahat are waah jahan bhi ye aaye aaye nasiba jagaye ye barse to sawan ye mahke to chandan ye chamke to darpan ye lachke to joban ye moti ki surat ha ha sone ki murat ye moti ki surat sone ki murat ye moti ki surat sone ki murat ye daulat hi raja ye daulat hi rani ye daulat hi raja ye daulat hi rani ye daulat hi raja ye daulat hi rani ye daulat na hoti to kuch bhi na hota zamane me daulat ki hain hukum rani ha mohabbat hain sehra mohabbat jawani o na paas ho paisa to har raat kaali o mohabbat ke dam se ye jannat hain duniya magar mulfashi me mushibat hain duniya o mohabbat hain ijaat ha ye ijaat kharide ha ye chahat jagaye acha ye chahat kharide mohabbat se har haal daulat badi hain jahan hain ye daulat wahi zindagi hain ye daulat hain ravan mohabbat hain sita mohabbat hi kawa mohabbat hi geeta mohabbat hi kawa mohabbat hi geeta o mohabbat jami pe khuda ki nishani mohabbat jami pe khuda ki nishani mohabbat na hoti to mohabbat na hoti to kuch bhi na hota mohabbat se rangi hain har kahani mohabbat se rangi hain har kahani mohabbat na hoti to kuch bhi na hota mohabbat se rangi hain har kahani