Chorni Hu Mai Meri Surat Pe Na Jana Lyrics

chorni chorni hu mai meri surat pe na jaana apni jeb ko bachana teer khake humne jaana ye duniya kisi ki nahi chorni hu mai chorni hu mai meri surat pe na jaana apni jeb ko bachana teer khake humne jaana ye duniya kisi ki nahi chorni hu mai raaj nahi koi taaj nahi mai apne dil ki raani duniya ki daulat se badhke meri ye jawani udna chahu dur kahi pe mai jaise ek panchi gali gali bathkaye lekin mera daana paani chorni chorni hu mai meri surat pe na jaana apni jeb ko bachana teer khake humne jaana ye duniya kisi ki nahi chorni hu mai dandi maar ke lala dekho khare maal ko tole rup jawani dekh ke iska kaise manva dhole isko to per koi bhi kuch nahi kehta hai mujhko hi fir reh reh ke har koi kyo bole chorni chorni hu mai meri surat pe na jaana apni jeb ko bachana teer khake humne jaana ye duniya kisi ki nahi chorni hu mai upar wale tune bhi ye kaise sab kuch bata kahi note ko kide khaye kahi mile na aata juth bol ke log yaha khada kare mehlo ko sache ko per hota jaaye ghaate upar ghaata chorni chorni hu mai meri surat pe na jaana apni jeb ko bachana teer khake humne jaana ye duniya kisi ki nahi chorni hu mai tut gaya to mil jayega fir ek naya khilona choti choti baato pe bache yu na rona kismat tumse chahe khele jitni aankh micholi bhule se majburi me mujh jaise na hona chorni chorni hu mai meri surat pe na jaana apni jeb ko bachana teer khake humne jaana ye duniya kisi ki nahi chorni hu mai chorni hu mai chorni hu mai chorni hu mai meri surat pe na jaana apni jeb ko bachana teer khake humne jaana ye duniya kisi ki nahi chorni hu mai chorni chorni hu mai meri surat pe na jaana apni jeb ko bachana teer khake humne jaana ye duniya kisi ki nahi chorni hu mai tut gaya to mil jayega fir ek naya khilona choti choti baato pe bache yu na rona kismat tumse chahe khele jitni aankh micholi bhule se majburi me mujh jaise na hona chorni chorni hu mai meri surat pe na jaana apni jeb ko bachana teer khake humne jaana ye duniya kisi ki nahi chorni hu mai chorni hu mai