Roz Roz Dali Dali Kya Likh Jaye Bhanvara Lyrics
roz roz dali dali kya likh jaye
  bhavra bavara, bavara
  roz roz dali dali kya likh jaye, bhavra bavara
  kaliyo ke naam koi likhe paigam koi
  kaliyo ke naam koi likhe paigam koi
  bavara bhavra, bavara
  roz roz dali dali kya likh jaye, bhavra bavara
  
  bite hue mausam ki koi nishani hogi
  pa ma pa ma ga ma ga re ga ni re ni ma ga re pa
  bite hue mausam ki koi nishani hogi
  dadr purana koi yad purani hogi
  dadr purana koi yad purani hogi
  koi to dastan hogi na
  roz roz dali dali kya likh jaye, bhavra bavara
  
  hoga koi vada hoga, vada nibhata hoga
  hoga koi vada hoga, vada nibhata hoga
  shakho pe likh kar yad dilata hoga
  shakho pe likh kar yad dilata hoga
  yad to aati hi hogi na
  roz roz dali dali, roz roz dali dali
  roz roz dali dali kya likh jaye, bhavra bavara
                            
                            
                        