Kahni Hain Tumse Do Baate Kahunga Magar Kano Me Lyrics
kahni hai tumse do bate kahunga magar kano me wo tum kahna nahi kisi se apne ya begano me kano me kyu kahna koi chor hai kya surat pe khone wale andar se kuch aur hai kya tu mai hai kahte raho bat hwaye nur ki hai abhi tujhe malum nahi teri tarha se har koi hai janeman masum nahi kaun si bat pehle kahu jine ki ya hansin khwab ki hai bat sidhi si humpe maro ye tasali ha kya aapki pas aao to phir hum bataye dhadkano ki do bate sunaye kahni hai tumse do bate kahunga magar kano me wo tum kahna nahi kisi se apne ya begano me kano me kyu kahna koi chor hai kya surat pe khone wale andar se kuch aur hai kya tu meri hai kahte raho dil ki bat hai kahna mushkil khwab ki hi dasta itna pyara khwabo aur sapna bhule se bhi bhul na paye ek pari dekhi maine utarte taro ki rah se dhire dhire aankho mein thi chamak nilam ki anguthi me hire ke nagino si hath se usne tasvir banti hubahu sakal surat tumhari usne pehna ye phir tum kahoge ho gaye hoge pal bhar me jogi usne chaha hoga jab bhi jana rah banke wahi roki hogi are tune ye sab kaise jana hath ab na gira de aana ab kahoge yahi hai anguthi bat dil par magar hai ye ruthi tum to jhute ho ek numbari na tha koi sapna na koi pari tum chale the huhi ko bnane dekh ke mast mausam suhane kahni hai tumse do bate kahunga magar kano me wo tum kahna nahi kisi se apne ya begano me kano me kyu kahna koi chor hai kya surat pe khone wale andar se kuch aur hai kya