Sabne Desh Ka Naam Liya, Are Humne Dil Ko Tham Liya Lyrics

sabne desh ka nam liya, sabne desh ka nam liya are hum ne dil ko tham liya, hum ne dil ko tham liya sabne hindhustan kaha sabne hindhustan kaha or hamne apni jan kaha apni jan se apni jan apni jan se apni jan bachake hame kya karna hai yahi pe hamko jina hai, yahi pe hamko marna hai apni jan se apni jan bachake hamko kya karna hai yahi pe hamko jina hai, yahi pe hamko marna hai yahi pe hamko jina hai, yahi pe hamko marna hai tu hai mast akele me aaha mai bhi hu is mele me tu hai mast akele me aaha mai bhi hu is mele me dil ko yad tu hi tu, desh ke bad tu hi tu dil ko yad hai tu hi tu, desh ke bad hai tu hi tu bandh ke sehra tere hi kadmo ne sehra dharna hai yahi pe hamko jina hai, yahi pe hamko marna hai yahi pe hamko pyar mila, yahi pe hamko pyar mila yahi hame sansar mila, yahi hame sansar mila yahi pe hamko pyar mila yahi hamari daliya hai, yahi pe sab rangraliya hai yahi hamari daliya hai, yahi pe sab rangraliya hai isi dagar pe pyas hamari, isi dagar pe jharna hai yahi pe hamko jina hai, yahi pe hamko marna hai sawan gaya gayi holi hum kab milenge humjoli sawan gaya gayi holi jiwan hai sangram abhi, pyar ka na le nam abhi jiwan hai sangram abhi, pyar ka na le nam abhi teri mang me o gori sindur lahu se bharna hia yahi pe humko jina hai, yahi pe humko marna hai kaanton se talvaar bana, kaanton se talvaar bana phulon ke mat haar bana, phulon ke mat haar bana kaanton se talvaar bana tu jab yudh par jayega jeet ke jab tu aayega tu jab yudh par jayega jeet ke jab tu aayega ye phulon ke haar pehan gali se tujhe guzarna hai yahi pe humko jina hai, yahi pe humko marna hai yahi pe humko jina hai, yahi pe humko marna hai yahi pe humko jina hai, yahi pe humko marna hai yahi pe humko jina hai, yahi pe humko marna hai