O Bekadar Bedardi Lyrics
o bekadar bedardi 
  o bekadar bedardi sad pe tere jaan kar di
  na na na karte karte ha ji mene ha kar di

  gero ko apani surat dikhati
  sharmo haya se main to mar jaati
  gero ko apani surat dikhati
  sharmo haya se main to mar jaati
  bebas kar daala is zindagi ne
  achha hua ye bebasi ne 
  meri mushkil asaan kar di
  na na na karte karte ha ji mene ha kar di
  na na na karte karte ha ji mene ha kar di 
  
  ye range mehfil ye naach gaana
  ye range mehfil ye naach gaana
  yaad rahega ye zamana 
  kaano mei mere ye keh diya kya
  o bemarobat tune kiya kya
  dil ki dhadkan jawaan kar di
  na na na karte karte ha ji mene ha kar di
  na na na karte karte ha ji mene ha kar di 
  
  dena na yaaro yaaro ko mauka
  warna wo denge yaari mei dhokha
  dena na yaaro yaaro ko mauka
  warna wo denge yaari mei dhokha
  ye satta kaise ban gaya ikka 
  kya khub tune badla hai patta
  saari mehfil heraa kar di