Ari O Potti, Khaatun Ki Khidamat Men Salaam Apun Kaa Lyrics
ari o potti kaha chali, palat meri anaar ki kali, badtamiz
  taane din tandaana tandaana tandaana
  taane din tandaana tandaana tandaana
  taane din tandaana tandaana tandaana
  khaatun ki khidamat me salaam apun ka
  khaatun ki khidamat me salaam apun ka
  aji potti patana hai
  aji potti patana hai potti patana hai
  aji potti patana hai faqat kam apun ka
  ghar-baar hua ishq me nilaam apun ka
  khaatun ki khidamat me salaam apun ka
  taane din tandaana tandaana tandaana
  taane din tandaana tandaana tandaana
  
  baata nahi karte ham haidaraabaadi
  baata nahi karte ham haidaraabaadi
  haatha me tere joyo mehandi na laga di
  to naam nahi lege kabhi apne vatan ka
  kabhi apne vatan ka
  khaatun ki khidamat me salaam apun ka
  khaatun ki khidamat me salaam apun ka
  taane din tandaana tandaana tandaana
  
  gulbadan khaadim ke haatha se 
  munh me daal ko chabaayenge kya paan
  ye paana me mere kaleje ke tukade 
  supaari ki jagah rakh ko chabar-chabar ke chabar ja
  
  mar mitne me jaanam ham loga hai maahir
  mar mitne me jaanam ham loga hai maahir
  ghus kar tere dil me nikalege na baahir
  ghus kar tere dil me nikalege na baahir
  kharcha ho qafan ka na charcha ho dafan ka
  charcha ho dafan ka
  khaatun ki khidamat me salaam apun ka
  khaatun ki khidamat me salaam apun ka
  taane din tandaana tandaana tandaana
  
  tu chiz ajab hai, tu baap gajab hai
  tu chiz ajab hai, oh baap gajab hai
  hungama sadak par hone ka sabab hai
  hungama sadak par hone ka sabab hai
  police ko bulaao khatra hai aman ka
  khatra hai aman ka
  khaatun ki khidamat me salaam apun ka
  aji potti patana hai potti patana hai
  aji potti patana hai faqat kam apun ka
  ghar-baar hua ishq me nilaam apun ka
  khaatun ki khidamat me salaam apun ka
  taane din tandaana tandaana tandaana
  taane din tandaana tandaana tandaana
                            
                            
                        