Zindagi Kaa Karwan Hum Le Ke Jayen Kahan Lyrics

chal diye sab chhodkar humko hawaon ki tarah ab jalenge jindagi bhar hum chitaon ki tarah jindagi ka karwan hum le ke jaye kahan jindagi ka karwan hum le ke jaye kahan har taraf chhaya hua hai aansuo ka dhua jindagi ka karwan duniya mein pyar ke liye hum na kaha kaha phire duniya mein pyar ke liye hum na kaha kaha phire apno se kha ke thokare gairo ki god me gire gairo ki god me gire bas yahi tak jante hai hum to ye dastan jindagi ka karwan hum le ke jaaye kahan jindagi ka karwan jeene ki chah ka ilaaj mar mar ke kar rahe hai hum jeene ki chah ka ilaaj mar mar ke kar rahe hai hum yaani ke jakhum phool ke kaanto se bhar rahe hai hum kanto se bhar rahe hai hum aaj kya kya rang laayi kal ki nadaniyan jindagi ka karwan hum le ke jaye kahan jindagi ka karwan ab is jahan ki hawa humko na raas aayegi ab is jahan ki hawa humko na raas aayegi rishto ki tarah sans ki dori bhi tut jayegi dori bhi tut jaayegi hum mitenge to mitega rang ka naam o nishan jindagi ka karwan hum le ke jaye kahan jindagi ka karwan hum le ke jaye kahan har taraf chhaya hua hai aansuo ka dhua jindagi ka karwan