Chalo Ziyarat Ko Ahl-E-Imaan Lyrics

chalo ziyarat ko ahl-e-imaan ye shan-e-parvar digar dekho chalo ziyarat ko ahl-e-imaan ye shan-e-parvar digar dekho jo dekhna ho zameen pe jannat to olia ke mazaar dekho chalo ziyarat ko ahl-e-imaan ye shan-e-parvar digar dekho ye shah makdum lakhnavi hai ki naam minawali hai inka shikkam me maadar ke padhte kuraan khata na farmate koi roza yeh kaanpuri hai shahe yusuf zanabe makdum sharvardi arab me jinke murid bhi hai khalifaaye chisht hai ye avadi hakim sayad hai sha sikander ye chistiyaye bhi kadri bhi hum asre mehndi hasan shahidi yaha se milti hai zindagi bhi makam deva hai aankh walo zamale aale navi ko dekho jo aale akahar ko dekhna ho to hazi walish ali ko dekho vatan hai behra ichishswali ka inam sare ali oliya hai inhe vo rutba diya hai haq ne kabul inki har ek dua hai kitab nau gaz hai peer inka ayodhya wale yeh jaante hai jo martaba hai huzoor inka fakir allah ke maante hai ye baba ibrahim moliya hai yeh fej abad ke wali hai bada hi burnoor aastaa hai saawaliyo ke liye saki hai kuch aisi yaade ilahi karte ye kutbudin jaunpur waali alag te sir pe se ek pal me ye sahibe dil hai nur wale chalo ziyarat ko ahl-e-imaan ye shan-e-parvar digar dekho jo dekhna ho zameen pe jannat to olia ke mazaar dekho yahi hai makdum shah tayabb vatan banaras wali yeh kaamil khushi se har ek wali se milte khusha da sina tha ayina dil ye ek makhdum bhi ka sahib to hai samarkande dusre bhi hue hai ek saath dafn dono hai shehar darbhanga jinki basti chahe kamal shah-aal medi ki behre sunnat nikah karke padhaya kuraan nawabzaadi ki noor parde se door baithi kayyam nawab ne diya jab ishahjaadi se akht kije ye sunke jungle ki raah leli ki duniyadaari ko chhod baithe chalo ziyarat ko ahl-e-imaan ye shan-e-parvar digar dekho chalo ziyarat ko ahl-e-imaan ye shan-e-parvar digar dekho yahi hai makdoom shah daulat manir main hai kayam inka bihar me sab hi jante hai hua hai roshan jo naam inka yahi mujibulla kadiri hai vatan hai phulwari aap hi ka yeh apne fejo karam ke sadke fasana sunte hai har kisi ka madina bagdad se do arza chale ki deewane olia ho mila ye azmer se ishara ke jao patna ko jagmagao ye peer jag jor kash karde ki badshah saltanat luta di faqir yu ek faryaad karli jaha pushane karam dikha di ye oliya hai kabul hazrat murad mando ke kaam aate vatan bihare sharif inka vo rote jate vo haste aate chalo ziyarat ko ahl-e-imaan ye shan-e-parvar digar dekho jo dekhna ho zameen pe jannat to olia ke mazaar dekho jo shah maula ali ne payi wafa to utha na jisme sarvar sab jise kalkatta jaante hai vahi bana hai mazar atahar lakab jo mafir hai inhi ka hawa pe jinko sambhalte dekha inhi ko kalkatte waali rani ne saap dariya pe chalte dekha ye shan nizam murham puri hai zamin me lathi jo gaad di hai utawali ek nadi ko dekho ki aaj tak jo bhi beh rahi hai jo lakhpur aaye taj baba to saath the rahmato ke badal azib pagal the ahl-e-duniya samjh rahe the inhi ko pagal jilaya ek murda jaanvar ko chalai thi vaar ek nazar se fir ahl-e-duniya ne sir jhukayal mafi mangi khuda ke dar se chalo ziyarat ko ahl-e-imaan ye shan-e-parvar digar dekho chalo ziyarat ko ahl-e-imaan ye shan-e-parvar digar dekho jo dekhna ho zameen pe jannat to olia ke mazaar dekho