Jane Kyo Aisa Lagta Hai Lyrics
jab jab jab jab hamne janam liya har baar tumhi se pyar kiya
  jab jab hamne janam liya har baar tumhi se pyar kiya
  tere naam ka hi sindur bhara tere pyar se hi singaar kiya
  jane kyo aisa lagta hai jane kyo aisa lagta hai
  
  meri baaho ke ghere me kya kya tufa machalte hai
  julfo ke ghanere saaye me mausam ke rang badalte hai
  har rang me meri aankho ne bas tera hi didar kiya 
  jane kyo aisa lagta hai jane kyo aisa lagta hai
  jane kyo aisa lagta hai jane kyo aisa lagta hai
  
  jite ji yaha sab pyar kare ham marke bhi pyaar nibhayenge
  tujhse milke jeena seekha tere pyaar me ham mar jayenge 
  tere sath jiye tere sath mare jiwan me yahi har baar kiya 
  jane kyo aisa lagta hai jane kyo aisa lagta hai
  jane kyo aisa lagta hai jane kyo aisa lagta hai
                            
                            
                        