Aa Zara Mere Ham Nashin Tham Le Mujhe Tham Le Lyrics

aa zara mere humnashi, tham le, mujhe tham le aa zara mere humnashi, tham le, mujhe tham le zindagi se bhag kar aaya hu mai, mujhe tham le aa zara mere hum nashi tham le, mujhe tham le aa zara apni hasti se khud mai pareshan hu jiski manjil nahi aisa insan hu apni hasti se khud mai pareshan hu jiski manjil nahi aisa insan hu mai kaha tha kaha se kaha aa gaya kya se kya ho gaya mai bhi hairan hu aa zara mere humnashi, tham le, mujhe tham le aa zara bujh gaya bhi to kya apne dil ka deeya ab na royenge hum roshni ke liye bujh gaya bhi to kya apne dil ka deeya ab na royenge hum roshni ke liye dil ka shisha jo tuta to gum kyu kare dard kafi hai bas jindagi ke liye aa zara mere humnashi, tham le, mujhe tham le aa zara raat aati rahi, raat jati rahi mere gum ka na lekin sawera hua raat aati rahi, raat jati rahi mere gum ka na lekin sawera hua apne apne nasibo ki bate hai ye jo mila hamko uska bahut sukriya aa zara mere humnashi, tham le, mujhe tham le zindagi se bhag kar aaya hu mai, mujhe tham le aa zara