Maan Gaye Ustaad Lyrics

mera ek sawal hai sawal ka jabab do mera ek sawal hai sawal ka jabab do ye main tumpe chhodta hun achha do kharab do mera ek sawal hai sawal ka jabab do puchho dushman ho jab charo taraf ho hath tumhare khali dushman ho jab charo taraf ho hath tumhare khali bolo bachho kaise karoge tum apni rakhawali ye phauladi hath hamare dushman se takraye ye phauladi hath hamare dushman se takraye kat jaye sar chahe lekin sar ko nahi jhukaye har mushkil mein har kimat pe rahenge hum aajad sou bato ki ek baat hai isko rakhna yaad maan gaye ustaj tumko maan gaye ustaj mera ek sawal hai sawal ka jabab do ye main tumpe chhodta hun achha do kharab do mera ek sawal hai sawal ka jabab do puchho hoke badi tu beti aisa koun sa kaam karegi hoke badi tu beti aisa koun sa kaam karegi kya tu is duniyan mein roushan baap kanaam karegi phakar kare har aorat jis pe aisi du kurbani phakar kare har aorat jis pe aisi du kurbani banke dikha dungi duniyan ko mai jhasi ki rani tut padungi gaddaro pe banke mai phaulad sou bato ki ek baat hai isko rakhna yaad maan gaye ustaj bitiya maan gaye ustaj mera ek sawal hai sawal ka jabab do ye main tumpe chhodta hun achha do kharab do mera ek sawal hai sawal ka jabab do lidar neta banoge ya tum desh ke paharedar lidar neta banoge ya tum desh ke paharedar bharat man se bolo beta kaise karoge pyaar lidar neta kya banna hai banunga khidmatgar lidar neta kya banna hai banunga khidmatgar paida karunga sabke dil mein apne desh ka pyaar rahe shanti na ho kahi pe danga aur fasaad sou bato ki ek baat hai isko rakhna yaad o maan gaye ustaj tumko maan gaye ustaj mera ek sawal hai sawal ka jabab do ye main tumpe chhodta hun achha do kharab do mera ek sawal hai sawal ka jabab do dushman ho jab charo taraf ho hath tumhare khali dushman ho jab charo taraf ho hath tumhare khali bolo bachho kaise karoge tum apni rakhawali ye phauladi hath hamare dushman se takraye ye phauladi hath hamare dushman se takraye kat jaye sar chahe lekin sar ko nahi jhukaye har mushkil mein har kimat pe rahenge hum aajad sou bato ki ek baat hai isko rakhna yaad maan gaye ustaj bitiya maan gaye ustaj mera ek sawal hai sawal ka jabab do mera ek sawal hai sawal ka jabab do ye main tumpe chhodta hun achha do kharab do mera ek sawal hai sawal ka jabab do puchho dushman ho jab charo taraf ho hath tumhare khali dushman ho jab charo taraf ho hath tumhare khali bolo bachho kaise karoge tum apni rakhawali ye phauladi hath hamare dushman se takraye ye phauladi hath hamare dushman se takraye kat jaye sar chahe lekin sar ko nahi jhukaye har mushkil mein har kimat pe rahenge hum aajad sou bato ki ek baat hai isko rakhna yaad maan gaye ustaj tumko maan gaye ustaj mera ek sawal hai sawal ka jabab do ye main tumpe chhodta hun achha do kharab do mera ek sawal hai sawal ka jabab do