Ghar Ki Tijori Me Lyrics
ghar ki tijori ghar ki tijori me to lakho dil ki tijori khali re aisa mal kamane se to lakh bhali kangali re ghar ki tijori me to lakho dil ki tijori khali re aisa mal kamane se to lakh bhali kangali re aisa mal kamane se to lakh bhali kangali chahe dunia badle lekin are dil na kisi ka badle apne or paraye ko tu achai tarah parakh le chahe dunia badle lekin are dil na kisi ka badle apne or paraye ko tu achai tarah parakh le subah ka bhula subah ka bhula kam kare rakhwali re aisa mal kamane se to lakh bhali kangali re aisa mal kamane se to lakh bhali kangali chamak dekh kar sone ki ham ho jate andhe jiwan bhar karte rahte hai khote kale dhandhe chamak dekh kar sone ki ham ho jate andhe jiwan bhar karte rahte hai khote kale dhandhe sari dunia sari dunia nafrat karti har koi deta gali re aisa mal kamane se to lakh bhali kangali re aisa mal kamane se to lakh bhali kangali matlab bahut bada hai lekin baat bahut hai chhoti mehnat ke do paise ache mehnat ki do roti matlab bahut bada hai lekin baat bahut hai chhoti mehnat ke do paise ache mehnat ki do roti sab ko khani hai do roti sadhu ho ya mawali re aisa mal kamane se to lakh bhali kangali re aisa mal kamane se to lakh bhali kangali ghar ki tijori me to lakho dil ki tijori khali re aisa mal kamane se to lakh bhali kangali re ghar ki tijori me to lakho dil ki tijori khali re aisa mal kamane se to lakh bhali kangali re aisa mal kamane se to lakh bhali kangali