Ab Ye Jaana Ke Isse Kehte Hai Lyrics
ab ye jana ab ye jana ki ise kahte hai aana dil ka
  ab ye jana ki ise kahte hai aana dil ka
  ab ye jana ki ise kahte hai aana dil ka
  hum hasi khel samjhte the samjhte the
  hum hasi khel samjhte the lagana dil ka
  lagana dil ka ab ye jana ki ise kahte hai aana dil ka
  aana dil ka aana dil ka aana dil ka
  
  humse unchi hai bahut ye jana ki jami
  humse unchi hai bahut ye jana ki jami jana ki jami
  waha pahuchti bhi hai awaz hamari ki nahi
  unse ham kahne to aaye hai aaye hai
  unse ham kahne to aaye hai
  fasana fasana fasana dil ka
  ab ye jana ki ise kahte hai aana dil ka
  hum hasi khel samjhte the samjhte the
  
  kam se kam dur se surat dikha de koi
  kam se kam dur se surat dikha de koi
  kash chilman ki ye diwar gira de koi
  fir na pyasa ki palat jaye palat jaye
  fir na pyasa ki palat jaye
  diwana diwana diwana dil ka 
  ab ye jana ki ise kahte hai aana dil ka
  hum hasi khel samjhte the samjhte the
  ab ye jana ki ise kahte hai aana dil ka
  ab ye jana ki ise kahte hai aana dil ka
  hum hasi khel samjhte the lagana dil ka
  ab ye jana ki ise kahte hai aana dil ka
                            
                            
                        